Posts

Showing posts from April 9, 2014

"Mehzooz"

Image
Bohat Mehzooz Hutey They na Humari Guftaar Sey Toar na Suko Gey Khaamoshi Tum Apne Sahar Sey . Written By Mohsin Ali

"Sar-e-aam"

Zuban-e-Ishq me haal e Dil Sunaya Nai Jata Baat Apus ki Ho Tu .. Sare aam Uchala nai Jata Written By "Mohsin Ali"

"Karachi"

Roshnyo ka Sheher Keh keh k Mara Huu Fatima , Bhuttou Aur Haider Raza k Khoon se Ranga Hooo Bohat Se  Ghreeb Miskino  Key Kafan Ley ker Chala Hooo Aaaj phr bhi Mey Barood k Dheyr Per Khura hoo Tu Kabhi Mini Pakistan k Naam Pr Mara Hoo Mehfil e Milaad ho ya Azaadaari Her  Khushi O Ghum mey Baroood se  Phuta Hoo Karachi Hoo Mey Her Daur mey Mura Hoon Tijarat k Gurh Ho Ker bhi Bhutta Khori me Ghira Hoo , Kitney Toofaano se Bacha Hoon , Ghaazi ki Chadar Aurh k Khura Hoon , Lasaniyaat k Naam p Roaz Marra Hoon Hr Mazhabi Jamat ki Aataab se lara Hoon , Jamhoryaat k Naam p Lashey liye Khara Hoon  Mey Karachi Hoon , Tha Kabhi Roshnyo ka Sheher Roaz Mara Hoon , Mey Karachi  Hoon , Barood k Dheyr p Khura Hooon .. "Karachi :" Written by Mohsin Ali

"Huner"

Kuch Humey Bhi Likhney ka Gur Dijye  Thorey sa trteeb e lafz ka huner dijjye .. Written by Mohsin Ali The-Pakistani