"Karachi"

Roshnyo ka Sheher Keh keh k Mara Huu
Fatima , Bhuttou Aur Haider Raza k
Khoon se Ranga Hooo
Bohat Se  Ghreeb Miskino  Key Kafan
Ley ker Chala Hooo
Aaaj phr bhi Mey Barood k Dheyr
Per Khura hoo
Tu Kabhi Mini Pakistan k Naam Pr
Mara Hoo
Mehfil e Milaad ho ya Azaadaari
Her  Khushi O Ghum mey
Baroood se  Phuta Hoo
Karachi Hoo Mey Her Daur mey
Mura Hoon
Tijarat k Gurh Ho Ker bhi
Bhutta Khori me Ghira Hoo ,
Kitney Toofaano se Bacha Hoon ,
Ghaazi ki Chadar Aurh k Khura Hoon ,
Lasaniyaat k Naam p Roaz Marra Hoon
Hr Mazhabi Jamat ki Aataab se lara Hoon ,
Jamhoryaat k Naam p Lashey liye
Khara Hoon 
Mey Karachi Hoon , Tha Kabhi Roshnyo ka Sheher
Roaz Mara Hoon , Mey Karachi  Hoon ,
Barood k Dheyr p Khura Hooon ..

"Karachi :" Written by Mohsin Ali

Comments

Popular posts from this blog

Gureza

کہانی قسط نمبرچار

"Write Your own"